0% found this document useful (0 votes)
213 views3 pages

Shayari

The document contains several poems and verses on different themes like love, longing, memories and humor. It expresses feelings of love, pain of separation, funny observations of daily life and nature through simple yet emotive language.

Uploaded by

Bimal Anand
Copyright
© Attribution Non-Commercial (BY-NC)
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as DOC, PDF, TXT or read online on Scribd

You are on page 1/ 3

...

Zakham dene ka andaaz kuch aisa hai,

Zakham dekar poochte hain abh haal kaisa hai,
Zehar dekar kahte hain ki abh peena hi hoga,
Jab pee gaye zeher toh kahte hain abh jeena hi hoga...
 
...Naa thi jisko hamaare pyaar ki kadar,

ittefaq se ussi ko chaah rahe the hum,
Aur diye ne jalaaye hamare haath,
jisko hawa se bacha rahe the hum....
 
3...Apni to zindagi hi ajeeb kahani hai,

jisse dilse  chaha woh begani hai,
Hanste hain to sirf duniya ke liye
warna in aankhon mein pani hi pani hai.....
 
4...Pal Pal tera Saath Nibhaate Hum

Ek Ishaare Pe Duniya Chhod Jaate Hum
Samandar Ke Beech Mein Pahunch Kar tumne Fareib Kiya
Tum Kahte Toh Kinaare Pe Hi Doob Jaate Hum...

5...Ek Parinde Ka Dard Bhara Fasaana Tha,

Toote The Pankh Aur Udte Hue Jaana Tha,
Toofaan To Jhel Gaya Par Hua Ek Afsos,
Wahi Daal Tooti Jisper Uska Aashiyaana Tha'
 
6...Dard Mein Koi Mausam Pyara Nahin Hota,
Dil Ho Pyasa To Pani Se Guzaara Nahin Hota
Dekhe Zara Koi Bebasi Hamari
Hum Unke Ho Gaye Jo Hamara Nahin Hota'
 
7...Pathar ki pooja kar baithe hum anjaan the,
Tumhari har aadat aur bewafaai se nadaan the,
Tumhi ne bana diya hamein bejaan moorti,
Warna hum bhi pehle kissi mehfil ki jaan the...

Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,

Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!

********************************************

Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum

waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum
Doob kar jisme marr jaoo vo River ho tum
Mere jeevan mein ab to forever ho tum…

********************************************
Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
Bandar jab koi aas-paas hota hai..

********************************************

Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain

Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Yeh to unke bachche hee kaminey hain,
Jo Mama Mama kehke bulaate hain:)

********************************************

Ek ladki thi diwani si, sunder si lambi si,

Nazrein jhukake sharmake galion se guzra karti thi
latak matak chalti thi, aur kaha karti thi,
Bartan Lelo Bartan….

********************************************

Woh hamari gali me aaye…

Woh hamari gali me aaye…
Woh hamari gali me aaye…
Aur chillake bole…..
Paper Raddi wala !!!!!

********************************************

Apni Surat ka kabhi to didaar de

tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam 1 Missed call hee maar de

********************************************

jab tum angdayi leti ho tho mera dum nikal jata hai
jab tum angdayi leti ho tho mera dum nikal jata hai
arey thoda deodrant lagane main tera kya jata hai:)

********************************************

Teray husn ki kya taarif karoo, tera bander jaisa hai moo
Teri zulfo ki kya taarif karoo, teray ek ek baal pe hai joo

********************************************

Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar per

Sadqey jaoon tumhari patli kamar per …

You might also like

pFad - Phonifier reborn

Pfad - The Proxy pFad of © 2024 Garber Painting. All rights reserved.

Note: This service is not intended for secure transactions such as banking, social media, email, or purchasing. Use at your own risk. We assume no liability whatsoever for broken pages.

Alternative Proxies:

Alternative Proxy

pFad Proxy

pFad v3 Proxy

pFad v4 Proxy