0% found this document useful (0 votes)
909 views1 page

Tu Hai Kahan

Uploaded by

eekshi0003
Copyright
© © All Rights Reserved
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as PDF, TXT or read online on Scribd
0% found this document useful (0 votes)
909 views1 page

Tu Hai Kahan

Uploaded by

eekshi0003
Copyright
© © All Rights Reserved
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as PDF, TXT or read online on Scribd
You are on page 1/ 1

Tu Hai Kahan Lyrics

Ahad Khan
Published: Jan 13, 2024 | Updated: Jan 13, 2024

Tu Hai Kahan Lyrics (तू है कहाँ Lyrics in Hindi): The song is sung by Ahad Khan, Usama Ali, and ZAYN, and has music by Raffey Anwar while Ahad Khan,
Usama Ali, and Raffey Anwar have written the Tu Hai Kahan Lyrics..

Home › Ahad Khan › Tu Hai Kahan

English िहन्दी

TU HAI KAHAN LYRICS

Play "Tu Hai Kahan"


on Apple Music

Ke jab main had se aage badh gaya tha aashiqui mein


Yaani zindagi ko le raha mazak hi mein
Fir mazak hi main mil gaya sab khak hi mein
Chhu kar aaya manzile to tanha tha main vapasi mein
"TU HAI KAHAN" SONG INFO
Jaise phool tode honge tumne jholi bharke
Main woh phool jo ki reh gaya tha shakh hi mein
Singer Ahad Khan, Usama Ali, ZAYN
Jaise khwab hi main khwab gahein aankh hi mein
Pal se pal main kya hua tum reh gaye bas yaad hi mein Lyricist Ahad Khan, Usama Ali, Raffey Anwar

Ek sawal machalta hai mere dil mein kabhi Music Raffey Anwar
Tujhe main bhool jaaun ya tujhe main yaad karoon
Music Label AUR
Tujhi ko sochke likhta hoon jo bhi likhta hoon
Ab likh raha hoon to fir kyu na ek sawal karoon
TOP 10 SONGS - LYRICSMINT RECOMMENDS
Main is sawal se gham to badal du khushiyon mein
Par inn bejan si khushiyon se kya kamal karoon
Kurchi Madathapetti - Sahithi
Par ab sawal bhi kamal, tu sanbhaal le filhaal
Chaganti
Yeh sawal bicha jaal kya main chaal chaloon

Chaal chal tu apni main tujhe pehchan lunga Drippy - Sidhu Moose Wala
Main apni mehfilon mein sirf tera hi naam lunga
Tujhe pasand hai dheema lehja or bas khamoshiyan
Naa Ready - Thalapathy Vijay
Main tere khatir apni khud ki saansein tham lunga

Kya tere sare aansu mere ho sakte hai Dheeth - Yo Yo Honey Singh
Aisa hai to tere khatir hum bhi ro sakte hai
Tere khatir mere rone par ab tum bas has dena
Good Boy - Emiway
Ek bar teri muskurahat ke piche hum sab kuch kho sakte
hai
Watch Out - Sidhu Moose Wala
Kya meri mohabbaton ka koi hisab nahi hai
Kyun teri aankhon main mere liye koi khwab nahi hai
Tujhe kya hi karun ghamzada ab jane de Woh Raat - Raftaar
Ki tere pas mere pyar ka jawab nahi hai

Kitni muddate hui hai, tumne khat kyun nahi bheja Bachke Bachke - Karan Aujla
Ga leta hoon tere liye, mausiqi nahi hai pesha
Aane ki khabar hi nahi tere ab Farrey - MC Stan
Ab kya mausamon se puchhu tere aane ka andesha

Aankhon mein aansoo nahi hai Door Aa Gaye - Vishal Mishra


Kahan hai tu kaha tu nahi hai
Dil ko ye ab jan’na hi nahi
Bas tum chale aao "TU HAI KAHAN" VIDEO

Tu hai kahan,
Khwabon ke iss sheher mein
Mera dil tujhe dhundta, dhoondta
Arsa hua, tujhko dekha nahi,
Tu na jaane kahan chhup gaya, chhup gaya

Aao fir se hum chale,


Tham lo ye hath, kardo kam ye fasle
Na pata ho manzilon ka, na ho raste
Tu ho, main hoon, bethe dono fir, hum taron ke tale

Na subah ho fir, na hi din dhale


Kuch na keh sake, kuch na sun sake
Baatein saari woh dil mein hi rahein
Tumko kya pata hai kya ho tum mere liye

Kehkasha ho tum, kahaniyon ki pariyon ki tarah ho tum


Mujh mein aa sake na koi iss tarah ho tum
Ho yaqeen tum mera, ya fir guman ho tum

Aashiyan ho tum, main bhatka sa musafir aur makan ho


tum
Meri manzilon ka ek hi raasta ho tum
Dhoondhta hai dil tujhe bata kahan ho tum

Ho jahan kahin bhi, aao paas taki aansu mere tham sake
Yaad aa rahe ho tum mujhe ab har lamhe
Aisi zindagi ka kya jo tum zindagi main hoke
Meri zindagi na ban sake

Sochta rahoon ya bhul jaun ab tumhe


Tum mil hi na sakoge, to fir kaise chahoon ab tumhe
Tere sare khwab pal main jod denge
Jisme tu hi na basega, fir wo dil hi tod denge

Chhod denge wo sheher, ke jisme tum na hoge


Toot jayenge makan, woh sare hasraton ke
Guzre pal jo sath tere, wo pal hai bas sukoon ke
Mil lo ab tum iss tarah se, ke fir nahi miloge

Tu hi tha sath mein mere,


Kaise main jiyunga akele
Taare gin gin ke ho gayi hai subha

Tu hai kahan, khwabon ke iss sheher mein


Mera dil tujhe dhundta, dhoondta
Arsa hua, tujhko dekha nahi,
Tu na jaane kahan chup gaya, chup gaya

Written by:
Ahad Khan, Usama Ali, and Raffey Anwar

RELATED SONGS

Aaja Mahi - Ahad Khan, Usama Ali

Shikayat - Usama Ali, Ahad Khan

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Tu Hai Kahan" song?

Ahad Khan, Usama Ali, and Raffey Anwar have written the lyrics of "Tu Hai Kahan". Ahad Khan is known for writing songs like Shikayat,
Aaja Mahi, and Tu Hai Kahan.

Who is the singer of "Tu Hai Kahan" song?

Ahad Khan, Usama Ali, and ZAYN have sung the song "Tu Hai Kahan". Ahad Khan is known for singing songs like Shikayat, Aaja Mahi,
and Tu Hai Kahan.

Albums Artists Punjabi Songs Song Quotes Collections Articles

Terms of Use Privacy Policy Contact Us

FOLLOW US

©2024 lyricsmint

You might also like

pFad - Phonifier reborn

Pfad - The Proxy pFad of © 2024 Garber Painting. All rights reserved.

Note: This service is not intended for secure transactions such as banking, social media, email, or purchasing. Use at your own risk. We assume no liability whatsoever for broken pages.


Alternative Proxies:

Alternative Proxy

pFad Proxy

pFad v3 Proxy

pFad v4 Proxy