Excel Data Entry Interview Guide
Excel Data Entry Interview Guide
A: Mujhe basic se lekar intermediate level tak kaam aata hai jaise data entry, sorting, filtering aur formulas ka
use.
A: Haan, main SUM, AVERAGE, COUNT, MAX, MIN jaise formulas ka use karta hoon.
Q: Aapne kabhi Excel me data filter kiya hai? Kaise karte ho?
A: Haan, Data tab me jaakar Filter option se specific data ko filter kiya ja sakta hai.
A: Sorting data ko order me arrange karta hai (A-Z), jabki filtering se specific data dikhai deta hai.
A: Ye feature data entry ko control karta hai jaise ke sirf numbers ya dropdown values allow karna.
A: Jab hume headers ko scroll karte waqt bhi dikhana hota hai, toh View tab me jaake Freeze Panes use
karte hain.
A: Table me filtering, formatting aur dynamic referencing hoti hai, range me ye features limited hote hain.
A: Jab kisi number ko 0 se divide karte hain toh ye error aata hai.
- Ctrl + C : Copy
- Ctrl + V : Paste
- Ctrl + X : Cut
- Ctrl + Z : Undo
- Ctrl + Y : Redo